Jindagi ek unsuljhi paheli

https://www.blogger.com/blogger.g?blogID=109319055420907736#pageelements

Sunday, 15 September 2019

Ek ladki ke man ki vyatha(dard)🙇‍♀️👩‍🦰

Ek ladki ke man ki vyatha(dard)🙇‍♀️👩‍🦰

MAA BAAP KA GHAR
Tum to paraya dhan ho
Aaj ya kal tumhe tumhare ghar jana hi hain....
SASURAL
Ye to paraye ghar se ayi hai
Ye kya is ghar ko apna samjhegi....
Ladki
Ek kone main aankho main asu aur man main dhero sawal🤔
Mera Ghar konsa hain...
Main kis ghar ko apna samjh kar
Apna ghosla banao🏡🏡
Ek aisa ghosla jaha koi mujhe paraya nahi kah sake😊

31 comments:

  1. Papa ki laado se ghar ki lakshmi hoti hai...
    Ek nahi wo to dono gharon ki shaan hoti hai...

    ReplyDelete
  2. Very true .it's all about a girl who birth you,who inspire you,who grow up you as best personality but in spite of all her existence is negligible for people.

    ReplyDelete
  3. very true
    har ladki ke jeevan ka kadwa sach

    ReplyDelete
  4. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  5. Sad but true..
    On a lighter note, lets try to change it, Beton ko vida karo aur betiyon ko ghar pe rakho.. :)

    Kaisa vichaar hai ?

    ReplyDelete
  6. 😃😃😃😃ati uttam...but mera kya hoga...mere to dono hi chale jayenge🤣🤣

    ReplyDelete
  7. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  8. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  9. Time is changing but still mentality not....but we hope for the best👍😊

    ReplyDelete
  10. Very touching .....hattsoff to all ladies who balance both sides.

    ReplyDelete
  11. Heart touching. ...samay badal gaya kintu soch nahi...need 100 persent change..

    ReplyDelete
  12. सही है दिल को छूने वाली यह तो सभी लड़कियों की कहानि है यह सोच पहले भी थी और आज भी है

    ReplyDelete
  13. Ladki to ghar ki laxmi hai
    Chahe vo sasural mein ho chahe mayike

    ReplyDelete