Pls .....pls god bus is problem se nikal de...🙏.bus mujhe service main promotion mil jaye phir koi problem hi nahi hain.....god board exams main ache Marks aa jaye 🙏phir sab thik hain.....aap soch rahe honge main ye sab kya likh rahi hu but itna to hain ki hum sab life main is situation ko har time face karte hain ....ek problem se peecha chudate hai ...phir koi dusre problem ...to aaj maine apni sabki isi man ki uljhan ko apni style se kahne ki koshish kari hain.
Jindagi ek unsuljhi paheli.......😇
Ek uljhan suljhi to Dusri uljhi....uljhane suljhate suljhate hum khud hi ulajh
gaye
Dhuntde rahe us dor ka chor🤔
Par sare dhage apne aap main ulajh gaye
Kub tuk...kub tuk ye dhage ulajhte rahenge
Kya in dhago ka koi chor milega
Pata nahi in sawalo ko suljhate hue main khud hi ulajh gayi
Jindagi ki ganit mein main itna ulajh gayi
Pata hi nahi chala is ganit mein main kub fail ho gayi
Jindagi mujhe pata tha tu mushkil hain
Par itni ...🤔🤔kabhi nahi socha tha🤷♀️
Ai jindagi tere se ek choti si gujarish hain🙏 tu thoda sa saral ho ja
Aur mujhko apne gale laga le🤗
Jindagi ek unsuljhi paheli.......😇
Ek uljhan suljhi to Dusri uljhi....uljhane suljhate suljhate hum khud hi ulajh
gaye
Dhuntde rahe us dor ka chor🤔
Par sare dhage apne aap main ulajh gaye
Kub tuk...kub tuk ye dhage ulajhte rahenge
Kya in dhago ka koi chor milega
Pata nahi in sawalo ko suljhate hue main khud hi ulajh gayi
Jindagi ki ganit mein main itna ulajh gayi
Pata hi nahi chala is ganit mein main kub fail ho gayi
Jindagi mujhe pata tha tu mushkil hain
Par itni ...🤔🤔kabhi nahi socha tha🤷♀️
Ai jindagi tere se ek choti si gujarish hain🙏 tu thoda sa saral ho ja
Aur mujhko apne gale laga le🤗
Nice thought!!!😍
ReplyDeleteThanku😘😘
ReplyDeleteThanx a lot
ReplyDeleteBILKUL sahi...kya khub likha hai ...ek na sulazhne vali paheli. ..jindgi isi ka naam hai..eagerly waiting fr nxt blog
ReplyDeleteThanku so much shailu😊
ReplyDeleteजिंदगी प्यार का गीत है इसे हर दिल को गाना पड़ेगा क्यों ठीक है ना
ReplyDelete😃correct🤗🤗
DeleteVery nice thought n sahi uljhan
ReplyDeleteThanku so much shikha
DeleteThnx mintu😘😘
ReplyDeleteNice di...👌
ReplyDeleteKabhi uljhi to kabhi suljhi si hai jindagi,
ReplyDeleteEk ankahi paheli si hai jindagi.
👍absolutely rite sonu
ReplyDeletekya likha h mosi ..padte padte meri tongue and dimaag dono ulajh gya :P
ReplyDeletevery nicely written . keep going. all the best
🤣🤣🤣🤣....thanx a lot betu😘😘😘😘
ReplyDeleteAye zindagi gale laga le..........
ReplyDeletegood work
😊thanku didi😍😍
ReplyDeleteIsiliye to kisi ne kya khoob kaha hai...
ReplyDeleteMeri tamam uljhane sulajh jati hain.....
Jab Teri ungliyan meri ungliyon se ulajh jati hain..
This comment has been removed by the author.
ReplyDelete😃....vah kya bat hain👌👍
ReplyDeletejindagi kaisi hai paheli haye.. kabi ye rulaye kabhi ye hasaye
ReplyDeleteVery true😊👍
ReplyDeleteVery nice Risha
ReplyDeleteNice efforts for solving Jindagi😊
ReplyDeleteThnx a lot cheenu😊
ReplyDeleteWell written about life. Very nice di, keep it up👍
ReplyDeleteThanku nidhi😊
ReplyDelete👌👌👌
ReplyDeleteTujse naraz nhi zindagi haraan hu main....
😊correct....thanku so much
ReplyDeletekisi ne kya khoob likha hai "Hazroo Khawehishe hai dil me her khawehishe per nikle mera dum bhaut nikle mere Armaan phir bhi nikle kitne kum" Well said again as you written in earlier
ReplyDeleteVery nice lines👌👌👌👌....and thanku so much👍
ReplyDeleteZindagi itni he saral hoti toh insan seekhta kaise? That's why it is said life is a challenge and dying is simple and peaceful but living is complicated!! But each and everything must be embraced and we should try to be satisfied with whatever we get!! "Samay se pehle aor kismat se jyada kabhi kisi ko kuch nai milta", as rightly put!! Tabhi toh, love you zindagi, love me zindagi!!!
ReplyDeleteWow tuktuk...👌👌👌👌👌well said....bahaut samjhdar ho gayi😘😘
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete